How To Delete Google Pay Transaction History
If you want to delete your Google Pay transaction history, follow the steps below:
- Open the Google Pay app on your mobile device.
- Go to the “Settings” menu in the app.
- Scroll down and find the option for “Transaction history.”
- Tap on “Clear history” or “Delete all transactions” to remove all your past transactions.
- Confirm the action when prompted.
Google Pay Transaction History Kaise Delete Kare
Agar aap apne Google Pay transaction history ko delete karna chahte hain, to neeche diye gaye steps follow karein:
- Apne mobile device par Google Pay app ko open karein.
- App mein “Settings” menu mein jayein.
- Niche scroll karein aur “Transaction history” ka option dhoondein.
- “Clear history” ya “Delete all transactions” par tap karein apne saare purane transactions ko remove karne ke liye.
- Jab prompted ho, action ko confirm karein.
Dosto jab ap sab process krne ke bad delete ke option par jate honge to apke samne delete ka option to show hota hoga lekin history nahi show hota hoga … To apko thoda sa upar scroll Krna hoga uske bat redirect hokar apke e-mail ka password mangega apko apne email ka password dalana hoga uske bad verify hone ke bad transection history apke samne show ho jayega ….uske bad ap use delete kr sakte hai….Ek bat dhyan rakhiye apke google pay application me personalization setting on hona chahiye…..❤ Agr video helpful Lage to like jaruri kre aur channel ko subscribe Krna na bhule ❤❤❤❤
Thank You So Much Bhaiya
Tq so much sir 🥺
Amazing sir
Bacha liya apne sir
Jo apne papa ke phone se history delete krne aaye h 😂vo like kro
Thank-you 🎉
Love you brother ❤
Bach gai 😅
डिवटी होत नही न
Bhai Mera phone m show nhi kr rha please bata da 😢
Thank you.its useful 🎉
Thanks 👍
Thnkq so much 😊
Love' you bhai
Thnq so much bhai❤
Thanks
Tq❤❤
Thankyou bhai so much
Ab jake jan me jan ayi hai, thank you sir 😅
Thanks Bhai